Ab Aur Na Kuchh Bhi Lyrics Prem Patra Lata Mangeshkar
Ab Aur Na Kuchh Bhi Lyrics Prem Patra Lata Mangeshkar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Ab aur na kuchh bhi yaad raha Ab aur na kuchh bhi yaad raha Naa apni zafa na teri wafa Dil pyaar mein aisaa doob gaya Ab aur na kuchh bhi yaad raha Naa apni zafa na teri wafa Dil pyaar mein aisaa doob gaya Ab aur na kuchh bhi yaad raha
Teri shikaayat kaun kare Saamne baitha dil churaaye Nazar naa aaye Saamne baitha dil churaaye Nazar naa aaye Teri shikaayat kaun kare Jaa dekh li teri ye bhi adaa Aur na kuchh bhi yaad raha Naa apni zafa na teri wafa Dil pyaar mein aisaa doob gaya Ab aur na kuchh bhi yaad raha
Bol chhupega aur kahaan Raat ki chitwan chand ka darpan Lahron ki dhadkan Raat ki chitwan chand ka darpan Lahron ki dhadkan Bol chhupega aur kahaan Har shai mein sanam andaaz tera Aur na kuchh bhi yaad raha Naa apni zafa na teri wafa Dil pyaar mein aisaa doob gaya Ab aur na kuchh bhi yaad raha
Mujhko tamanna koyi nahin Teri muhabbat teri chaahat Meri daulat Teri muhabbat teri chaahat Meri daulat Mujhko tamanna koyi nahin Dil tere siwa sab bhool gaya Aur na kuch bhi yaad raha Naa apni zafa na teri wafa Dil pyaar mein aisaa doob gaya Ab aur na kuchh bhi yaad raha.