Aaj Kal Parso Mein Lyrics Sitaron Se Aage - Asha Bhosle
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Aaj kal parso Aaj kal parso mein Phoole jab sarso Videsi piya aa Jana bhul jana na Bhul jana na Videsi piya aa jana
Jeth mein jalan se Jeth mein jalan se Pasina bahe tan se Ye lat bhikhra Jana bhul jana na
Bhul jana na Jeth mein jalan se Pasina bahe tann se Ye lat bhikhra Jana bhul jana na
Bhul jana na Videsi piya aa jana
Jhume kare badra Jhume kare badra Bahau jab kajra Gale se lipta Jana bhul jana na Bhul jana na Gale se lipta jana Jhume kare badra Bahau jab kajra Gale se lipta Jana bhul jana na Bhul jana na Videsi piya aa jana
Haryali chhaye Haryali chhaye pawan lahraye Kadam tale aa jana Bhul jana na bhul jana na Kadam tale aa jana Haryali chhaye pawan lahraye Kadam tale aa jana Bhul jana na bhul jana na Videsi piya aa jana Aa ja aa ja aa ja aaja re aaja Aa ja aa ja aa ja aaja re aaja
Aaj kal parso mein Phoole jab sarso Aaj kal parso mein Phoole jab sarso Videsi piya aa jana Videsi piya aa jana Bhul jana na Videsi piya aa jana Bhul jana na Videsi piya aa jana Bhul jana na Videsi piya aa jana.