Aadha Chand Aadhi Raat Lyrics Kaun Sachcha Kaun Jhootha - Jyoti
Aadha Chand Aadhi Raat Lyrics Kaun Sachcha Kaun Jhootha - Jyoti
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Aadha chand aadhi raat hain Chahat ki adhoori baat hain Tune is tarha mujhko di sadaa Main aa gayi main aa gayi saathiya o piya
Aadha chand aadhi raat hain Chahat ki adhoori baat hain Tune is tarha mujhko di sadaa Main aa gayi main aa gayi saathiya o piya
Jo aaj hain toh kal nahin lamha ye pyaar ka Kis ko pataa ke kab kahaan hona pada judaah Jo aaj hain toh kal nahin lamha ye pyaar ka Kis ko pataa ke kab kahaan hona pada judaah Lag jaaye yun gale yeh pal na dhale Main aa gayi main aa gayi saathiya o piya
Kaise dilaun main yakeen mujhko zara bataa Teri main sirf teri tujhko nahin pataa Kaise dilaun main yakeen mujhko zara bataa Teri main sirf teri tujhko nahin pataa Duniya chhod ke rashmein tod ke Main aa gayi main aa gayi saathiya o piya Aadha chand aadhi raat hain Chahat ki adhoori baat hain Tune is tarha mujhko di sadaa Main aa gayi main aa gayi saathiya o piya.