Aa Bahon Mein Aa Lyrics Maha-Sangram - Amit Kumar, Anuradha Paudwal
Aa Bahon Mein Aa Lyrics Maha-Sangram - Amit Kumar, Anuradha Paudwal
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Aa baho mein aa dekhu Tujhe main pyar se Aa baho mein aa dekhu Tujhe main pyar se Na na na na baba na Darta hai dil ikrar se Na na na na baba na Darta hai dil ikrar se Dekha tujhe main bahakne laga O pahla pyar hai Dil dhadkane laga Aa baho mein aa dekhu Tujhe main pyar se Na na na na baba na Darta hai dil ikrar se
Mere dil ko churake Yu na ja muskurake Aankho hi aankho mein Neende churayi hai Chain luta hai mera Mere dil ko churake Yu na ja muskurake Aankho hi aankho mein Neende churayi hai Chain luta hai mera Aisi bato se mujhko dar lage Aise na sata Aa baho mein aa dekhu Tujhe main pyar se Na na na na baba na Darta hai dil ikrar se
Tune ye bhi na jana Pyar ka dusman jamana Chahat ki raho mein Unchi deeware hai Milna muskil hamara Tune ye bhi na jana Pyar ka dusman jamana Chahat ki raho mein Unchi deeware hai Milna muskil hamara Apna rasta roke koi kya Honge na juda Na na na na baba na Darta hai dil ikrar se Aa baho mein aa dekhu Tujhe main pyar se Dekha tujhe main bahakne laga O pahla pyar hai dil dhadkane laga Aa baho mein aa dekhu Tujhe main pyar se Aa baho mein aa dekh tujhe main pyar se.